Friday 5 June 2015

Anukampa Niyukti Rule Policy and Law in Hindi

In Hindi -Anukampa Niyukti Niyam, Policy, Law and Cases
Rule and orders

Anukampa Niyukti Policy, Law and Cases

From Advocate Poonam Kaushik, Delhi High Court

anukampa niyukti Niyam rule law and Niyam in Hindi




12 comments:

  1. sir mai B.A(B.ED) and TET (6-8) pass hu aur anukampa samiti dwara teacher me anumodan kr diya gya h,but dse ka kehna h aisa cicular nhi h ki apka niyukti teacher me ho paye . kya meri niyukti teacher me ho sakti h
    kya koi circular hai jsase hamari niyukti teacher me ho paye. plz give me answer

    ReplyDelete
  2. sir mai B.A(B.ED) and TET (6-8) pass hu aur anukampa samiti dwara teacher me anumodan kr diya gya h,but dse ka kehna h aisa cicular nhi h ki apka niyukti teacher me ho paye . kya meri niyukti teacher me ho sakti h
    kya koi circular hai jsase hamari niyukti teacher me ho paye. plz give me answer

    ReplyDelete
  3. sir,
    mere pati ka nidhan ho chuka h or mene isi varsh class 12 ki pariksha di h kintu 1 subject m rh gai hu lekin iski pariksha oct,2016 m hogi or result dec 16 tk aa jayega kya muje LDC pad pr niyukti mil skti h ? ya nhi. Kyuki mene Rajasthan state open school, jaipur se parksha di h or isme kisi ko fail goshit nhi kiya jata h. me bhilwara (rajasthan) ki hu kya muje niyukti mil skegi is aadhar pr. sir please help me fast

    ReplyDelete
  4. Respected sir,
    Mere father govt employee the. Unki death saal 2015 me road excedent m ho gyi h.sir main ldc post k liye apply bhi kr diya h . Or 1 saal nikal jaane k baad m koi sunvaayi or jabab nhi aaya h . Sir mere bdi sister govt job m h . Uski sgaayi pitaji ke time he ho gyi thi. Lekin saadi ghr m sohk hone ke karan baad m ki gyi . Or aaj ki date m mere ghar m koi bhi member noukari m nhi h . Or abi tk anukmapa niyukti ka laabh nhi mila h. Shrimaanji kirpya margdarshan dijiye

    ReplyDelete
  5. Respected sir,
    Mere father govt employee the. Unki death saal 2015 me road excedent m ho gyi h.sir main ldc post k liye apply bhi kr diya h . Or 1 saal nikal jaane k baad m koi sunvaayi or jabab nhi aaya h . Sir mere bdi sister govt job m h . Uski sgaayi pitaji ke time he ho gyi thi. Lekin saadi ghr m sohk hone ke karan baad m ki gyi . Or aaj ki date m mere ghar m koi bhi member noukari m nhi h . Or abi tk anukmapa niyukti ka laabh nhi mila h. Shrimaanji kirpya margdarshan dijiye

    ReplyDelete
  6. Hum 6 behn bhai h ..4 behn v do bhai...m sbse chota hu..bde bhai ki shadi ho gyi wo 12 pass tha..Mere papa ka sawargwas 2012 m Hua tha ..uske baad humne bhai ko anukampa niyukti k liye patra mana ...pr usne permanent hone k baad maa aur hum sab s rishte tod liye ...m abhi kunwara Hu aur humare pass kamai ka koi sadhan nhi h ...bhai Kisi bhi trh s behno ko bhi bhi manta ... Plz suggest

    ReplyDelete
  7. Naam -mahendar Kumar from jalor सर मे 12 वी पास हू पिताजी के देहांत के बाद मेनेapply किया लेकिन rscit नही होने कि वजह से रोका जा रहा है जूलाई बैच मे एडमिशन भी ले लिया है अब नवंबर मे exm. होगें मेने तहसिल मे भी इसके cords के लिए समय मॉगते हूए गूजारिॉश की थी कि मूझे LDC पद पर लगा दे मे आपको समय रहते rscit cords और exm का पास का sartificate जमा करवा दूगाँ लेकिन वो बोल रहे है क् ऐसे नियम नही होते मेरी गूहार आपसे जय माता दी

    ReplyDelete
  8. Sir bihar college me anukampa job ke liye third grade ke liye minimum qualifications kitna hota ha sir orr kab tak date apply karne ka rehta haa

    ReplyDelete
  9. Meri niyukati LCD post pe hui h.kintu mera B.Com (A/c hons) .Kiya mujhe L A/c clerk me ho sakti .
    Mujhe Kiya karna hoga

    ReplyDelete
  10. Sir mere pitaji ka death ke baad mere brother ko usye noukri lagane ke liye try Kar raha hu magar officers use dara rahe hai uska solutions please dijiya...

    ReplyDelete
  11. Sir, mere father govrment ipoyes the 2009 me unki date huyi abhi tak anukamp pe nahi liya to kya krna chahiye sir plz reply dejiye

    ReplyDelete